Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRog (When Love Is A Disease) (2005)
HomeRog (When Love Is A Disease) (2005)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye ye khwaab sa safar sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye guzar na jaaye aa aaa aa haa aaa aa keh diya hai aaj aakhir tumse jo chhupaye hum rahe gumsum se isse pehle bant hi jaayen raste apne bhi dil ki kaho kuchh humse tumhaari jo khamoshi hai kahaniyaan si kehti hai tumhaari jo tamanna hai wo munh chhupaaye rehti hai tu ru ru ru uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye na jaaye heyyy puchhte ho haal mere dil ka hosh hai na raah na manzil ka ye badan mein kya pighalta jaaye ek nasha ho jaise halka halka safar ye khatam na ho raahen ye kabhi kam na hon mile ya na mile manzil bichhad ne ka ghum na ho tu ru ru ru uuuooooo uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke
khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata chaand mein daag hai ye jaante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata jo mera ho nahin paayega iss jahaan mein kahin rooh bankar milunga usko aasmaan mein kahin pyaar dharti par farishton se kiyaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata un nigaahon mein muhabbat nahin to kaho aur kya hai par wo mujh se ye keh raha wo kisi aur ka hai zaraa sa jhoot bhi dhang se kahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata aankhon mein qaid kiye baitha main ik haseen lamhaa jab main is neend se jaagunga to dil tootega wo mujhe khaab kayi kyun dekha nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata
maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi bechaara kahaan jaanta hai khalish hai ye kya khalaa hai shaher bhar ki khushi se ye dard mera bhala hai jashn ye raas na aaye mazaa to bus ghum mein aaya hai maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi kabhi hai ishq ka ujaala kabhi hai maut ka andhera batao kaun bhes hoga main jogi banu ya lootera kai chehre hai iss dil ke na jaane kaun sa mera maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi hazaaron aise faasle the jo tai karne chale the raahen magar chal padi thi aur pichhe hum reh gaye the kadam do chaar chal paaye kiye phere tere mann ke maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi
tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin nahin ho ke bhi hai wo har jagaah karoon kyun yakin ki wo ab nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin nahin ho ke bhi hai wo har jagaah karoon kyun yakin ki wo ab nahin tere is jahaan mein ae khuda hai udaas tere bina shehar tujhe yaad karte hain raaste hai wo log apne gharon mein band jo nikalte the tere waaste bahaaren jawaani kahan gayi thi abhi khija ki rut nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin sab jeete hain yahaan zindagi tujhe zindagi ne jeeya magar tha wo rabb bhi tanha tere bina to bana liya tujhe humsafar tujhe chheen laaun khuda se main koi uska tujh pe to haq nahin tere is jahaan mein ae khuda
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Guzar Na Jaaye (Duet) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:29 38853
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K, Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Irfan Khan, Ilene Hamann
Duration : 05:29   Song Number : 38853   

Khoobsurat (M M Kreem) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:36 20766
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:36   Song Number : 20766   

Maine Dil Se Kahaa Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:15 20879
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:15   Song Number : 20879   

Tere Is Jahan Mein Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:33 32347
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:33   Song Number : 32347